Tuesday, January 29, 2008

aarzoo

humaari shayri ke har lafz ka hissa hai wo......
har siyaahe ke qatre main rista hai pyaar
har panne par bikhra hai sanam ka wajood
har "aarzoo" main tadapta hai uska pyaar...