Saturday, January 26, 2008

dil-na ro

aye dil na ro ki tera dard na sunega koi

veeraan duniya hai na hamsafar milega koi

maana ki ashq tere motiyon se badh ke the

par aaj ashqon ki dhaara mein na bahega koi

.........aye dil na ro ki tera dard na sunega koi

No comments: